Wednesday, July 18, 2012

यूजीसी-नेट के नए पैटर्न पर..

(18/07/2012 के राष्ट्रीय सहारामें प्रकाशित।)

2 comments:

Sujit Sinha said...

UGC ka badla patern shikshan ki gunwata par kuthraghat hai. darasal vartman vyawastha me chijon ka mulyankan 'ARTH'ke najariye se hone laga hai. university ki sthapna k prashan ho ya film nirman ki laabh-haani ki chinta pahle ki jati hai aur aadarsh aur gunwatta ki peechhe. target achieve karne ke dour me gunwata se jayada dhyan parinamo ki deliveri par di jati hai. goya ki gunwata karbaid se pakaya gaya aam ho. is naye pattern ka udeshy nissandeh bajar aur kuchh logon ko laabh pahoochane ke liye kiya gaya hai. UGC ke is nirnay se koching sanshthano ke pou-barah honge aur iska paritoshik nischit hi rewariyan bantane walo ko milegi. ek adhyapak se chintanshil hone ki apeksha hoti hai, lein ab bas tote hi paida honge. is pure sandarbh me aalekh me di gayi jankari mahatwpurna hai. uthay gaye prashano par vichar hona aawashyak hai. behtarin rachna ke liye lekhak ko shaduwad.